Twitter Launched Night Mode Feature For Desktop Users

Aaj ke yug me twitter ko kon nahi janta hai. Microblogging website twitter ne apne user ke liye ek new feature Launched keya hai. Is feature ka name hai night mode bataya ja raha hai.

Mobile user ke bad ab is feature ka istmall laptop, desktop user bhi saman rup ke le sakte hai.

Der night tak twitter user karne vale user ke liye ye Feature mahatvapurn hai. Is se un user ki “ EYE” ankhe kharab nahi hogi.

How to activate Twitter night mode feature ?

  • Night mode ko twitter par activate karne ke liye apko apni profile photo par click karna hoga.
  • Yaha se ap night mode ko select kar sakte hai.
  • Ishe disable karne ke liye apko night mode option me dobara jana hoga. Aur app night mode par click karke disable kar sakte hai.

Mobile user ke liye sabse phele uplabdh ho gaya tha.

Night mode feature ko twitter ki mobile apps par previous year ki Launched kar diya tha. Agar ap android or i-phone par id mode ko one karna chahte ho. To apko apps open kar apni profile photo par click karna hoga. Aur ap is night mode ka use kar sakte hai.

Hello Friends me umeed karta hu ki apko mari ye post achhi lagi hogi. Please is post par Comment, Like, Share karna na bhule.

Reply To Anonymous
Cancel Reply

Your email address will not be published.