shared web hosting hindi

Dosto aj ki meri ye post bahut hi romanchek hai ye post un logo ke lieye hai. jo log apni website banana chete hai or Agar ap apni website ke liye hosting plan choose karne ki soch rahe hai To apne different websites par shared web hosting ke paln jarur dhekhe hoge ya bahut sare logo ne apko shared web hosting suggest bhi kiya hoga!

Agar ap ek small budget me hosting plan choose karna soch rahe hai to shared web hosting bahut best option hai lekin ap shared web hosting choose kare usse phele iske bare me jan lena bahut jaruri hai kyoki agar apke keval low budget soch kar hosting choose karege or baki faide or nuksan ke bare me nahi pata hoga. to apki website or business ko nuksan bhi so sakta a hai kyoki shared web hosting sasti hone ke sath sath sabhi ki requirement me fit nahi hota hai, Web Hosting Kya Hoti hai Janne Ke Liye

Shared Hosting Kya Hoti hai

Shared Hoding starters le liya sabse sasta hosting package hai! kissi bhi standard WordPress blog or site ke liey ek shared hosting package hi kafi hai. aur ye apko budget me hi mil jayega! shared hosting, jashe ki name se pata chel rha hai ki ap apni hosting space ko dusro ke sath batege.

In technical sense, is type ke hosting environment me, kai websites single server par hi host ki jati hai iska matlab sabi sites ka ek I.P. Address hoga or ap server resources ko bhi share ka rahe hoge! kisi bhi user ke liye dedicated resource nahi hoga or koi bhi kisi bhi resource ko use kar sakega. halaki shared hosing me, jab koi user website abhut sare resources ka upyog kar rahi hai to hosting company othe website ko bacane ke liye is type ke account ko suspend kar deti hai.

Shared Hosting ke Advantages or Disadvantages

Shared hosting packages ke kai sare benefits or disadvantages hai jinko list me niche de rha hu.

Price – Price ke mamle me is ks hosting plans sabse sasta hota hai. Jiski monthly fees bahut kam hoti hai. Agar ap half-yearly or yearly plan choose karte hai to apko monthly ki tulna me or bhi jadha discount offer kiya jata hai.

Extendibility – sabi companies shared web hosting me bahut sare plan and package offer karti hai. Apki requirement ke according ap suitable package choose kar sakte hai. Sabse small package apko limited domain, lowest disc space or bandwidth alart karta hai. Lekin acche package me additional features jase ki more disc space, more website and bandwidth ke option available hai. Ap apni jarurat ke hisab se package upgrade kar sakte hai
Features – Aj ki date me competition jadha hone ki vaje se hosting provide kam price me acche features provide kar rahe hai. Ye features apki needs ko jarur suit karega popular scripts ka one click installation jo ki apki website ki functionality ko add karne ka kam karti hai.

Shared web hosting ke anusar :

Shared web hosting vashe to bahut logo ki requirement me fit Hoti hai, lakin ye bhi ho sakta hai ki shared environment ap ke liye fit n bhi ho jashe ki high traffic website etc –

Performance – Agar apki site esha site ke sath host hai, jiska traffic kabhi bhi unexpected increase and desrcease hota ratha hai to vo apki wesite ke sath uss websit eko bhi Hit karta hai.

File Restrictions – Server par hosted sabi website ko web hosting company ki guideline or software par depend hona hota hai. Kyoki ye shared environment hota hai. hosting company ki security ki vaje se ap sabhi tahre ke script or software install nahi kar sakt, kyoki ho sakta hai ki ap koi application RUN kar na chahte hai. vo restrict hone ki vaje se RUN ko ho paye

Resource Restrictions – companies unlimited resources claim karti hai kalin agar ap acchi thare se Notics kare ya guideline dekhe to puri thare se sahi nahi hai. Agar apki site shared hosting par hai or popular ho jati hai, to apki website adik traffic hone ki vaje se kabhi bhi down ho sakti hai,

vps hosting kya hoti hai, shared hosting, shared web hosting, hosting service, linux web hosting, shared server hosting

Leave A Reply

Your email address will not be published.