Advanced Off-Page SEO Kya Hota Hai. Off-Page SEO Techniques 2017

Friends aj me ap ko bata ne ja raha hu ki ON page SEO and off page SEO kya hota hai. Kishi bhi website / blog ka traffic increase karne ki sabse mahatvapurn tarika Seo ‘Search engine optimization’ hota hai. Seo karne se hi ap apni website ko search engine me la sakte hai. SEO two type ka hota hai.

  • ON Page SEO
  • OFF Page SEO

On page seo me or adik jankari ke leya ap humare niche diya like ko click kare

Lakin is post me apko only off pages seo ki bare me hi batauga!

What is Off Page Seo & what are the Benefits of It?
off-Page SEO kya hota hai!

Agar hum on page ki baat kare to hur vo activites jo hum website/blog ke backend me karte hai, content update karna, Meta create, sitemap etc. off page me humara main focus website ki backlink me hota hai, visitor apni website par lana hota hai. Organic search increase karna hota hai.

Off page karne ki bahut activities hoti hai. Jinka use karke hum website ki backlink increase karte hai

Backlink
Social Media Engagement
Social Bookmarking Sites
Forum Submission
Blog Directory Submission
Article Submission
Image sharing
Infographic Submissions
Document Sharing

Backlink

Off page seo me backlink ka bahut mahatvapurn role hai. Jab koi website kisi any website ke link hota hai to ushe backline khate hai. Lekin deyan rahe ki jis website se ap backlink kar rahe ho vo website High Page Rank ki honi chahiye. Varna google algorithm apki website ko spam bhi kar sakta hai. Backlink ki aur jankari ke liye.

S.N Backlink Site Domain Authority
1 http://www.voices.yahoo.com 100
2 http://www.huffingtonpost.com/ 97
3 http://www.slashdot.org 95
4 http://www.newsvine.com 94
5 http://www.dailykos.com 90

Social Media Engagement

Search engine optimization me social media se ap apni website ki engagement ko increase kar sakte ho. Agar ap business, website ko populer karna chate ho to social media par account hona jaruri hai. Jashe Twitter, facebook, etc.

S.N Social Media PR
1 http://www.twitter.com/ 9
2 http://www.facebook.com/ 9
3 http://www.linkedin.com/ 9
4 http://www.pinterest.com/ 9
5 http://plus.google.com/ 9
6 https://www.tumblr.com/ 9
7 https://www.stumbleupon.com/ 9

Social Bookmarking Sites

Social bookmarking website ko promote karne ke liya one of the best way hai. Hume apni website ki page rank increase karne ke liye work karte rehna chahiye. because hamari website google me cache .hoti rathi hai. Jab ap apni website/ blog ko kishi popular social bookmarking me bookmark karte hai. To hume traffic ke sath, sath backlink bhi milta hai.

Neeche di gai kuch social bookmarking website jiss par ap apni website ko bookmark kar sakte hai.

S.N Bookmarking Site PR
1 https://delicious.com 8
2 http://digg.com 8
3 http://slashdot.org 9
4 http://diigo.com 9
5 https://www.fark.com/ 8
6 https://www.tumblr.com/ 8
7 https://www.scoop.it/ 8

Forum Submission

Ap akashi search forums ka hisha bane jo ki apki website or blog se related ho. Taki ap unki community ke sath ek accha connection bana sake.aur hosake to ap unki threads ka bhi replay karye aur us replay me ap appni website ki link bhi desakte hai.
Aj SEO me forum’s submission one of the best way hai, ho sake to ap do-follow website se khi connection banaye taki apko accha link me sake.

Neeche kuch Forums Submission ki website di gai hai. Taki ap unki community ki join kar sake.

S.N Forums Site PR
1 https://www.flickr.com/help/forum/en-us/ 8
2 http://www.addthis.com/forum 8
3 https://bbpress.org/forums/ 9
4 http://www.careerbuilder.com 9
5 http://www.chronicle.com/forums 8

Blog Directory Submission

Quality backlinks banne ke liye directory submission karna bahut jaruri hai. Ek web Directory par apne link ko send karne ki parreya ko hi directory submission kehete hai

Aap submission karte time ek do-follow directory choice kare aur apni website or blog ko thik category me dale. Directory submission ka responce kuch time bad melta hai. Lakin jab milta hai to long time ke leya useful hota hai.

Neecha di gai kuch directory submission ki website hai. Jiss par ap link submit kar sakte hai.

S.N Directory Site PR
1 http://www.a1webdirectory.org 6
2 http://www.usalistingdirectory.com 6
3 http://www.marketinginternetdirectory.com 6
4 http://www.siteswebdirectory.com 6
5 http://www.sitepromotiondirectory.com 6
6 http://www.abc-directory.com 5
7 https://somuch.com 5
8 https://viesearch.com 5

Article Submission

Article word se hi apko samaj me aa raha hoga, ek lakh ke madhyam se hum reader ko apni website ke bare me batate hai. Ki hamari website kya services deti hai. Article submission karte time jab hum us article me Anchor text dete hai. Aur us anchor text
se jo traffic , Backlink Humari website ko melta hai. Vo website/blog ke liye bahut useful hota hai.

Article ke bare me aur adhik janne ke liye click kare!

S.N Article Site PR
1 https://www.articlecity.com/ 6
2 http://www.articlesbase.com/ 6
3 https://www.articlecube.com/ 6
4 http://www.livejournal.com/ 6
5 https://hubpages.com/ 6
6 https://technorati.com/ 5
7 https://somuch.com 5
8 https://seekingalpha.com/ 5

Image sharing

Image sharing submission karke humapni website par ek accha trafic prapt karsakte hai. Iske liya kuch website hoti hai jin ka user karke hum image submission karte hai.

S.N Image Site PR
1 http://imgur.com/ 6
2 https://www.mediafire.com/ 6
3 https://www.shutterfly.com/ 6
4 https://www.flickr.com// 6
5 http://www.fotolog.com 6
6 https://instagram.com/ 5
7 https://picasa.google.com/ 5
8 http://www.deviantart.com/ 5

Infographic Submissions

Infographic ka main role content sharing hota hai. Video aur images se bhi alag apne content ko visual tarika me present karne ka ek accha tarika infographic hota hai. Ap apne blog ya website se related content ke liye banaye gaye infographic ko bhi infographic ki website par sharing kar sakte hai. Aur un site se backlink parapt kar sakte hai.

S.N Infographic Site PR
1 http://www.nerdgraph.com/ 8
2 http://www.infographiclove.com 8
3 http://www.infographicsarchive.com/ 9
4 http://visual.ly/ 9
5 http://www.reddit.com/r/Infographics 8
6 http://submitinfographics.com/ 8

Document Sharing

SEO me document sharing website backlink increase karne ka ek bahut accha tarika hota hai. Apko apne blog ya website se related alag-alag document create karne chahiye. Aur is documents me uniques content hona chahiye. Aur is document ke formats PDF, PPT adi hi hona chahiye.ap iss documents ko document sharing sites
Me submit kar sakte hai. Aur backlink bana sakte hai.

S.N Forums Site PR
1 https://www.scribd.com/ 4
2 http://en.calameo.com/ 4
3 http://free.yudu.com/ 4
4 http://issuu.com 8
5 http://www.slideshare.net/ 8

What is Domain Authority and How to Increase website Domain Authority.

Me umid karta hu ki apko mera ye post pasand aaya hoga. Aur Off-Page SEO se related question aap humse comment ke jariye puch sakte hai. Aur humare sath un methods ko share kijiye. Jo ap apni website ya blog me off-page SEO ke liye use karte hai.

Note : मैंने ये पोस्ट अपने पॉइंट ऑफ़ व्यू से लिखी है में एक S.E.O एक्सपर्ट हु.प्लीज इस पोस्ट को कमेंट और शेयरिंग करना ना भूले.

Leave A Reply

Your email address will not be published.