10 Advance SEO Free Tools increase Organic Search and Traffic

Hello Friends! Aj hum apko google ke kuch free SEO tools ke bare me bata rahe hai. Apke pass agar koi website ya blog hai. To ap inn tool ki help se google par account bana kar apni website ka seo kar sakte hai.

Yeh bataye gaye sabhi tools google search engine par apki website ki ranking improve karne me , website ki health janne me or apki website ki performance monitor karne ke kam aa sakti hai.

Off Page SEO क्या होता है

SEO Analysis Karne ke Liye Google ke Kuch Free Tools

  1. Google PageSpeed Insights
  2. Keywordtool.io
  3. Google Analytics
  4. Google Webmaster Tools
  5. Google Keyword Planner
  6. Google Trends
  7. Schema Creator
  8. XML Sitemaps
  9. Find Broken Links
  10. Ahref’s Site Backlink Checker

Google PageSpeed Insights

Ye Google ka free tools hai. Is google ke tools ki madatse ap apni website/blog ki speed ashani se check kar sakte. Har website ke liye ye mahatvapurn hota hai. Ki vo kitne time me load hoti hai. Agar vo load hone me jada time le rahi hai. To ye user ke leya dikat ho sakti hai.
To ap apni website ki speed check kare or dekhe ki vo Mobile Friendly hai. Ki nahi. But kishi bhi website ka mobile friendly hona bahut jaruri hota hai

Keywordtool.io

Ye tools Keywords research karne ke kam aata hai. 600+ se bhi jadha keyword idea apko mel sakte hai. Vo bhi apke only single keyword. Ye seo tools apke liye bahut helpful ho sakta hai. Yadi ap is tools ka istmal karna chate hai. apko only ak keyword type kana hoga or ye tools apko bahut sare suggestions aur long- tail opportunities dega taki ap unme se selection kar sako.

Google Analytics

Google Analytics SEO ke liye bahut mahatvapurn Tools hota hai. Iski madad se ye pata chalta hai. Ki apke website me traffic kaha se aa raha hai. Or ap ki website par new visitor kitne hai or returning visitor kitne hai or ap ki website ka bounce rate kitta hai. Website par kis country se kitne visitor aa raha hai. Or Direct, organic search, referral etc.

Google Analytics को कैसे इस्तेमाल करे- Complete Knowledge.

Google Webmaster Tools

Webmaster tools ye website ko submit or indexed karane ke liye use karte hai. Is tools ki madad se ap apni website ka Search Traffic, Crawl Error, and Google Indexing check kar sakte hai.

Google Webmaster Tools को कैसे इस्तेमाल करे – Complete Knowledge.

Google Keyword Planner

Keyword Planner Google ka ek bahut mahatvapurn Tool hai. Is ki madad se aap ko pata chalega keywords par Monthly searches kitni hai. Aur us keywords par Kitne competition hai. Is took ki madad se ap keywords ko location ke accounding dhek sakte hai.

Google Trends

Google Trends tools sabse jadha pasand keya jane vala tools hai. Because ap is tool se jan sakte hai ki google me abi kya trading me search ho raha hai. ap vo keyword use kare aur us par content ready kare apko bahut faida ho sakta hai. Ho sakta hai aapka banaya hua content bhi google ke first page par trends kare.

Schema Creator

Schema Creator me ap apni website ka search result customize kar sakte hai. Yani ke google me search result mein kashe dikhega.
Friends agar apne kisi cheez ka review diya hoga to us me review rating star show kara sakte ho. Aur apne schema code reate kar deya hai to serf ushe apni website me paste ka dijiye. Or ap schema easy implementation ke liye wordpress ka plugin bhi use kar sakte hai.

XML Sitemaps

Xml sitemap ek document hota hai jo Google or anya Search Engine ki madad krta hai, jisse ki voh hamari website ko achhi prakar se samajh ske. Yeh Google aur anya search engine ko hamari website ke urls ki jankari deta hai jo bhi us documents k andar crawling k liye ready hoti hain.

XML Sitemaps क्या होता है.और अधिक जानकारी के लिए

Find Broken Links

Yadi humari website me koi URL, 404 errors show kar raha hai. To ye tools us errors ke bare me bata hai. Taki hum us broken links ko solve kar sakte hai.

Ahrefs Site Backlink Checker

Ap apni website ki backlinks check kar sakte hai. Aur referring pages or inbound links ke bare me bhi jaan sakte hai. To ye bahut useful tools hai apko is tool ke bare me jarur pata hona chaiye. ki apki website ki kittni backlink hai.

What is Social Bookmarking Hindi

Top high pr dofollow Link Building Website List 2017

Instant Approval Directory

Hello Friends me asha karta hu ki apko mara ye article pasand aya hoga. Aur apke liye upyogi hoga. Yadi aapko koi dikkat ho to ap muje comment box me apna jawab likh sakte hai. Aur ap mari is article ko share kana na bhule. Taki aap ke friends bhi is article ke bare me jaan sake. Thanks

Leave A Reply

Your email address will not be published.