How Facebook is Beneficial for Todays?

Aj ki duniya me facebook ko kon nahi janta sabse famous jadha istmal hone vali “Social Networking website” hai. Ap facebook me members ban kar easily apni life ko family, Friends ke sath Share kar sakte hai, me apko Facebook par account kashe create karte hai! How to create Facebook account step by step in hindi

Facebook me ap photo, video thought share kar sakte hai or other connected friends, family member ki bhi photo, video, notes, post ko dhek sakte hai. Social site humari life ka ak hissa ban gaye hai.

Social networking website ko 2004 me Mark Zuckerberg or unke friends ne mil kar banaya tha. Right think is website ko Harvard University (USA) student ke liye banaya tha taki student ak dushre ko jan sake or ek dusre se connect rhe. veshe to social site bahut hai like as Twitter, Linkedin, google plus, etc.

Facebook me lagbhag 850 Million Member ban chuke hai. Facebook 37 different -different language me use kar sakte ho. Is website par Free me koi bhi account create kar sakta hai but uski age 13 year se above hona chahiye

Facebook’s Benefits and Features in Hindi

  • Facebook par ap Free me account or kisi ko bhi join kar sakte hai
  • Apne Friends , Family ke sath jud sakte hai or unki photo, video ko like and share kar sakte hai
  • Facebook par ap apne friends se sath Chat bhi kar sakte hai, or un se message bhi received kar sakte hai
  • Facebook par logo ko ap unke Name or Email Se bhi Search kar sakte hai. Or duniya me kisi se bhi jud sakte hai, Facebook 24*7 Hour Start rehta hai ap kahi bhi kebhi bhi connect ho sakte hai.
  • Friends agar ap ko mera ye post pasand aye to Please comment or dosto ke sath Share kar na na bhule.

Reply To Anonymous
Cancel Reply

Your email address will not be published.