How to Create Facebook Account Step By Step in Hindi

  • Friends aj me ap ko Facebook account create karna sheikhauge. Facebook Duniya ki sabse popular and famous social networking website hai. Is website par hum apni Photo, Video or thought share kar sakte hai or apne Friends, Family se touch me rahe sakte hai. Facebook ke bare me or jankari se leye yaha click kare.

Aj kal facebook par account hona bahut jaruri hai. Because aaj ke yug me facebook hi humari social life ban chuki hai. Or lagbhag sabhi log faceook ko use karte hai ! social life ka naam ki facebook hai. facebook account ko dusri website bhi sapot karti hai

Facebook par account hone ke leya ap ki age 13 to above honi chahiye or apke pass Email ID honi chahiye

Facebook par account banane ke leya niche diye Gaye step ko follow kare

Step – 1 – Sabse pehle aap facebook ki website par jaye ! facebook ki site me jane le leye internet browser me www.facebook.com type kare or enter button click kare

Step – 2 – Facebook site me ap ko Sign Up “opening account”

  • Sabse pehle name or surname likhna hai.
  • Email or Mobile Number – yaha par phone ya email lekhe.
  • Re-enter email or mobile number – yahi pr uper ke box me jo apne bhera hai vo vapas sale agar apne uper ke box me email sila hai ot yaha ap email hi bherege yedi apne mobile number dala hai to vapas ap number dale ge.
  • New password – yah par ap new password dalege.
  • Birthday -yaha par ap ko apni janam theti dalni hogi
  • Aap kya hai Male hai ya Female select kare
  • Form complete hone ke bad Create an Account par click kare.

Facebook create karte time aapne jo email id di hai ! us email id par verification jayega or apko us email id par jakar apna facebook account verified karna hoga. Ab apko apne facebook account ki setting thik karni hogi ! jashe ki Profile Picture, Banner, etc.
Hello Friends me asha karta hu ki aapko mara ye post pasand aaya hoga. Please aap is post share or comment karna na bhule Thank You!

Leave A Reply

Your email address will not be published.